LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Ghar

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Sunti kyu tum nahi
Mere dil ney sada jo di
Hai ek kami zaroori
Tu ho to sab poori
Par iraade kya tere
Lagte na tum mere
Kya hua hai yeh
Mein toh hon khada
Kabi to ghar aa
Kabi toh ghar aa
Kabse hon main khada
Aesa bhi kya hoa
Jo rahi na parwah
Sun to zara jo main keh raha
Hai kahan tera mera rishta
Barbaad hai kia
Na sila hai dia
Chilata raha main
Par jawab na mila
Mein toh hon khada
Kabi to ghar aa
Kabi toh ghar aa
Kabse hon main kharaa
Be gunah ko kaun deta hai saza
Ay mere khuda, tu hi bata
Be par parinda kabi na ura
Qaidi hai bana woh uske ghar ka
Be gunah ko kaun deta hai saza
Ay mere khuda tu hi bata
Be par parinda kabi na ura
Qaidi hai bana woh uske ghar ka

WRITERS

Hakim Shah

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other