Ab ja chuke ho toh mud ke na aana
Meri bechaini ko yun na barhaana
Hai dard bhara mera fasana aa
Jaana... aan, jaana... aan
Khushi nahi, kami hai par
Na dikh rahi nami hai par
Bikhre hain gham zameen par
Rehna nahi toh karo na bahaana
Nazrain mila ke sach na chhupaana
Ab ja chuke ho toh mud ke na aana
Meri bechaini ko yun na barhaana
Hai dard bhara mera fasana, aan
Jaana... aan, jaana... aan
Bechaini bhi nahi rahi, par yaad teri yahin hai
Hai ghat raha yeh silsila, jo diya tumne dard ka
Hoon main chal raha, par andar kahin thaka hua
Hai aatish chehre pe, hal nahi andheron ka
Kyun sataya jab mile tum mujhe is mele mein
Jahan hansi ki koi awaaz nahi, par wajah main hi tha
Dil ko tumne tabah kiya, maine kuch kaha nahi
Ab ja chuke ho toh mud ke kabhi aana nahi
Tha nahi naseeb mera, kyun tu mujhe mila
Kya kiya koi gunaah jo di Khuda ne saza
Paas hoke bhi darmiyaan, faasla raha
Dil yeh kehta hi raha, tu meri na thi kabhi yahan