Rap game ka button jo kisine dabaya
Next minute game me ye on hai
Luntlu shabdo se meto con man
Na me wrong, man, meto mere zone ne
Sabhi ke phone pe dikhta hu on me
Stoned me manju me game ka
Teri maut ka waqt me laya
Unki cheekhe sunai diye jaaye
Cheekhe chillaye mere competitor
Cold mera heart zara on the heater
Tu fekta tabhi maru me sixer
Liquor dede bhulani iski har baat
Shikhar jaise standards mere
Seizure dede mere bars tuje aaj ye
Gaane chubhe jaise injection
Lyrical hip-hop ko zindaa karu fir se
Haan meri action sensational
Truth serum ye bulvae sach
Yamaraj beta mujse tu bach
Laadu me vibe esi karna pae compete
Maaru itna sab bole isko kam peet
Life bachi teri haan jitna ye verse baaki
Teri aatma ko aaj milni azaadi
Gaane shitty nahi kyu hatho ki safai
Rhyme sleek jaise ye chaku he
Tuje katu jaise beat ko kaatu me
Rap game ka button jo kisine dabaya
Next minute game me ye on hai
Rap game ka button jo kisine dabaya
Next minute game me ye on hai