Ha sunta me sabki hi Ha karta me manki
Dil-o-dimag se pura sanki hu
Hulk hi hui tabhi beat pe angry young man
Par superman game ka me lala
Land meri album sabko nachade
Verse mera joke nai fir bhi sab ko hasade
Kalam meri karti ese karna me
Tabhi sikha nahi har na me
Aaj car na he kal plane hoga
Success ka graph mera bhi insane hoga
In wain hoga tera har war har bar
Har raat likhu itna dark me
Andhera bhi darta mere hath se
Khvab se ab baate hoti nahi zyada
Haadse hatho se hote rozana
Aadate meri mujko hi maar rahi
Koshishe meri kyu har bar bekar gai?
Aag se mene sapno ko sincha
Sach likhu jaise likhta hu geeta
Dilo se khelna ka shauk nai varna
Esa koi na khel jo maine naa jeeta
Mera har gaana mera ansh he
Freedom fighter me ye mera sangharsh hai
Ha farz mera ki likhta me jaau
Apne hatho se sabko bachau
Kalam meri isme khoon tera hoga
Kissa mera isme khoon tera hoga
Dikhegana tuje tera bhavishy
Iss bar na tera savera hoga
Iss bar na tera savera hoga
Iss bar na tera savera hoga