Aadhe kapde pehene, tum mere chehre ko jo chookar jaati
Hothon pe nahi, dilo mein aati
Mere dil par jo atyachaari
Kamzor banakar chodhti ho tum
Taras toh kha, na ki tu mere saamne
Angdaiyan lekar, mere hosh udhati
Ki main tumhara aur tum meri
Aur kitne par main karoon yakeen
Ab mere, haathon mein daaru ki botal
Yaad aati hai tumhari yahin
Tumhare hoth, roop bemisaal
Tumhari chaal, reshmi baal
Tumhare hoth, roop bemisaal
Tumhari chaal, reshmi baal
Tumhare hoth, roop bemisaal
Tumhari chaal, reshmi baal
Tumhare hoth, roop bemisaal
Tumhari chaal, reshmi baal