LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Raho Tum Mere Sang

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bhoore se main thak chuka tha
Jab rangon se bhar diya
Rel gaadi ke station par
Jab alvida kaha

Tumhari yaadon se
Ye gaana likha tha
Nahi pata kaise
Khud hi mera kalam hila

Raho tum mere sang
Thodi der
Jab tak sooraj ki kiran
Aaye chehre pe

Mere sang hi reh jaaneman
Jab tak zindagi kathti nahi
Jab tak tumhare dil mein
Jagah hai meri

Kyunki mere dil mein
Toh hamesha se thi
Kyunki mere dil mein
Toh hamesha se thi

Raho tum mere sang
Thodi der
Jab tak sooraj ki kiran
Aaye chehre pe

Khushiyo se firse
Bhar doon tumhe
Tumhari muskurahat
Dekhe kitne din ho chuke

Jo tum subah uthkar
Mere orr bihasti thi
Vahi lamhe
Main yaad karta hoon abhi bhi

Raho tum mere sang
Thodi der
Jab tak sooraj ki kiran
Aaye chehre pe

Raho tum mere sang
Thodi der
Jab tak sooraj ki kiran
Aaye chehre pe

Zindagibhar rakhna chahta hoon tumhe
Zindagibhar rakhna chahta hoon tumhe
Zindagibhar rakhna chahta hoon tumhe
Zindagibhar rakhna chahta hoon tumhe

WRITERS

Ayush Handa

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsdown Icon
Theme

None