Khoya sunsaan raston mein
Badnaam mere jazbaaton se
Kaale kiye kagaz jaise kaale daag hain
Bina baat ki bhasad, babaal h
Jaane anjane kiye kitne paap h
Dard mein hu tabhi pata laga zinda hun
Saath bs woh jo khaas hain
Kudha maa baap or mere yaar hain
Befizul log khade border paar hain
Happy ye happy vo duniya mein gaate
Mujhe ni pta kya panchayat h
Par Happy is game mein vidhayak h
Kuch gaye chodke kuch aaye laut ke
Zindagi samunder beta hum baithe boat pe
Darna nahi yun choti moti chot se
Mahakal ka naam le beta zor se
Mahakal ka naam le beta zor se
Mere saath mera bhai 'ONU' h
Aye! Seedha Ballabgarh 004 se