Mai pagal hu yaa hu mai matlabi
Apne se lagte hain ajnabi
Baatein kahi kisne an kahi
Jo aaye samjh kya wahi hai sahi
Aur nahi toh bata do ki kya hai sahi
Dekhe sapne hote sach nahi
Kehne wale aisa kehte hai
Kyuki wo sapno mei jeete hain zindagi
Likhi maine rhyems hain ye tere naam
I think about you in my din aur shaam
In my din aur shaam you're all around
In my mind, now only you can make me calm down
Bina tere rehta mai pareshan
Tere bina mera hona lage mujhe aam sa
Yun khamakha pehle mai nah socha karta
Abb jo har waqt mai karu bas tujhe yaad
Sochu baatein teri karu teri fariyaad haan
Hai kya likha naseeb mei ye humko kya pata
Mai pagal hu yaa hu mai matlabi
Apne se lagte hain ajnabi
Dance pasand Aa nacha dun tujhe
Dance pasand Aa nacha dun tujhe