Ki kya raaton mei jagna sahi ya galat hai
Bas ye socha karna ki kal kya alag hai
Ye zindagi berang aur khwahishein bedhang
Par tum jo mere sang toh fir kya galat hai
Haan duniya ye meri ek kohre mei gum hai
Tum barish ban barso bhiga do falak ye
Sapne or haqiqat mei thoda farak hai
Aur tum jo mere sang toh fir kya galat hai
Jee rahe the hum khushi se
Aur na shikayat zindagi se
Nah zyada baat thi kisi se
Humne kyu socha kyu pehchana tumko apno jaisa
Kyu humne mana ki anjana ek tumhare jaisa
Chalega sath muskurakar hath ko wo tham kar
Saari mushqilo mei rahega sath hamesha
Kya hai sahi hai kya galat hai kya pata kisi ko
Hai kyu alag sa lagta paya jisne ashiqi ko
Chahe fir kar rhe karodo ho paiso ki baarish
Chunoge tum khud ba khud kisi ki saadgi ko
Ki kya raaton mei jagna sahi ya galat hai
Bas ye socha karna ki kal kya alag hai
Ye zindagi berang aur khwahishein bedhang
Par tum jo mere sang toh fir kya galat hai
Haan duniya ye meri ek kohre mei gum hai
Tum barish ban barso bhiga do falak ye
Sapne or haqiqat mei thoda farak hai
Aur tum jo mere sang toh fir kya galat hai
Aur kya sahi kya galat hai