Iss sonch mai hoon dooba mai kya
Phir bhi mai sambhal raha
Nikal rahe jo shabdh dil se
Jo kehtey the hai sath mere
Par khud se upar kuch nahi
Kyuki sonch ye shikhar pe hai
Ab baatein meri seedhi aur
Yeh pyaar wala naatak mera
Ab dekhlo parinda hoon mai
Kuch nahi rakha nafrat mai
Isme jhut kuch nahi bakhuda
Pal do pal ki baatein hai yeh
Pal do pal ki baatein hai yeh
Khud mai khud hoon kho raha
Jee raha hoon uss jhut ko
Kya baat hai mujh main jo
Ab kya kahun aur kya nahi
Jo tha kabhi woh hain nahi
Bas chal rahi hai zindagi
Kyu kho gaye hai hum sabhi
Kya paas hai mere koi bhi
Kya baat hai meri khoi si
Ab kehney ko hai bas yehi