Tujhse milke yeh lagne laga hai ke hone laga hu mai pagal
Ho naa agar tu sath mai mere toh jaise jal bin ye sagar
Tum jo nahi toh rehta hai ye dil akela
Tum sath ho toh jaise har lamha tehra
Wo sardi ki raaton mai aankhon se aankhon mai tumne jo mujhko dekha
Phir haske bahane se maine tumhare haathon ko thaam liya
Ab jo ye pal hai sab tere hi sang hai
Kyu aankhon mai teri khoye hum hai
Raaste hai naa manzilein hai
Bas befikar hum yun hi chalein
Jo raha khwabon mai hai vo tera chehra
Hone laga hai mujhko bas tera hi tera nasha
Woh sardi ki raaton mai aankhon se aankhon mai tumne jo mujhko dekha
Phir haske bahane se maine tumhare haathon ko thaam liya