Wahan tukdhe mere dil k kayi
Sambhal na sake hum kabhi
Na tum the galat na main tha sahi
Ab jaane bhi do na jo bhi galtiyaan hain huyi
Aankhein tujhe hain dhundti
Agar dil me tha gam kahin pe toh
Kyun fir bayan kar na sake
Ho k kareeb itne tere hum
Na tum the galat na main tha sahi
Ab jaane bhi do na jo bhi galtiyaan hain huyi