Khoya rahun main yun baahon me teri
Ek pal bhi tujhse juda na rahun main
Aisi khaamoshi me thaamu tujhe
Or ye rooh bhi teri chhu le mujhe
Teri baahon me kho ke kuchh aisa hua
Jaise badal ki baahon mein behta dhuan
Teri saansein bhi kuchh mujhse kehne lagi
Aisa lagta hai tu mujh me rehne lagi
Main hu soya tere aagosh me
Aur ye dil nahi mera ab hosh me
Teri baahon me kho ke kuchh aisa hua
Jaise badal ki baahon mein behta dhuan
Teri saansein bhi kuchh mujhse kehne lagi
Aisa lagta hai tu mujh me rehne lagi