Tu neelay samandar ka paani main dooba raha
Dil tang kiya tera khud aisa afsurda raha
Ab dil qaid mera tu hi tha kinara mera
Wo lamhey khushi kay tuje main jo day na saka
Tu mera sitara teri roshni le gaya
Nawazish hai teri jo tune sambhaala bara
In kanton kay rasto pay tum hi thay phool meray
Main sochon main gum tha aur tuje gawaata raha
Ab dil ki kothi ye band tu tha darwaaza mera
Suna hai koi agaya kay ab tu meri na
Dua meri wo laye sabhi jo bhi tu chahey na
Jo roshni main legaya tha wohi laye ga
Dil huwa tha baagh baagh"