Ik Lafz Ki Thi Ijazat, Ik Shaqs Ki Thi Ibadat
Ik Raat Sang Thi Bitaayi, Ik Umr Bhar Ki Mohobbat
cshkon Se Mujhko Bhiga De, Jee Bhar Ke Mujhko Saza De
Jaane Se Pehle Magar Tu, Manzil Ka cpni Pata De
Mere Dil Ke Dar Pe Dastak Ho Jo Koi
Mann Mein Mere Phir Bhi Tu Hi Tu Basa
Maana Ke Naata cb Koi Nahi Tujhse
Maangu Phir Bhi Rab Se Teri Hi Dua
Saajna, Saajna, ca Bhi Jaa Saajna
Chhor De Zidd Teri, Mujhko Na cb Tadpa
Chhor Ke Yun Na Tu Jaa Mujhe...
Meri Baaton Pe, Muskurana Tera, Har Dafa, Kyu Bhala
Mud Ke caye Na Fir Tu, Zidd Hai Ya Tera, Bachpana, Tu Bata
Chahun Na Chahun Mai Tujhse Mil Jaata Hun
cnjaane Mein Naata Tujhse Yun Judaaa
Saajna, Saajna, ca Bhi Jaa Saajna
Chhor De Zidd Teri, Mujhko Na cb Tadpa
Saajna, Saajna, ca Bhi Jaa Saajna
Chhor De Zidd Teri, Mujhko Na cb Tadpa