LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

fanaa

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
— Verse 1
Tere bin
Rehta hun anjaan
Mujhe le chalo
Dur tum, iss jahaan se kaheen

Sun zara
Khamosh daastanein meri, meri

Mein lapata, tu hai kahaan
Ay apsara meri
Khogaya, khogaya iss Jahan mein ab

Duriyaan, faasley
Kyun ab barhte gaye, gaye

— Chorus
Hua fanaa, tere jesa
Na iss jahaan mein koi
Dekhta, sapna
Mein asmaan mein wohi
Raastay, dhoondte, mein gumm jaata kaheen

Hum donon dorrte, bhaagte
Teri dishaan mein buss tu hi tu
Hai kehkishaan mein mere

Har aik pal, har aik dhun
Har khayal mein tu, hai tu

— Verse 2
Dhoonda tujhe
Hai har jagah
Koi nishaan na milay

Darbadar hogaya
Iss jahaan mein tere
Bebassi chaayi hai
Har jagah

Mein lapata ab
Tere khyaalon mein
Gumshuda rehna teri nigahon mein
Apsara meri, jaane kaheen
Reh meri kareeb

— Chorus
Hua fanaa, tere jesa
Na iss jahaan mein koi
Dekhta, sapna
Mein asmaan mein wohi
Raastay, dhoondte, mein gumm jaata kaheen

Hum donon dorrte, bhaagte
Teri dishaan mein buss tu hi tu
Hai kehkishaan mein mere

Har aik pal, har aik dhun
Har khayal mein tu, hai tu

WRITERS

Hatim Siddique

PUBLISHERS

Lyrics © C&C Digital Services OÜ (UniteSync), UNITESYNC

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other