LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Awaaz 1992

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Khidki se tak raha hun
Lagta hai Aasman mein
Tare wo sare udaas Hain
Badal Hain jam ke barse
Bijilee bhi kadkadaye
Jab se Dil mein uthi kyon pyas hai
Us pyas Ko Tum jagne do
Jo jee mein aaye karne do
Us waqt Ko Tum Yun tham lo

Tere man ki Jo awaaz hai
Usmein chhupe kayi Raaz hai
Hun ga Raha main dhun nayi
Bajane Lage sab Saaz Hain

Khud ko sambhala Maine
Bikhra hua tha main toh
Rahon mein Akela chala
Andheri raaton mein
Ujiyaara dhundhta Main
Khud se Mila na adhura raha

Khud ko sambhala Maine
Bikhra hua tha main toh
Rahon mein Akela chala
Andheri raaton mein
Ujiyaara dhundhta Main
Khud se Mila na adhura raha


Koi kuchh kahe to kahane do
Tum sirf Apne Dil ki suno
Toofaan ho tum ye Tum Jaan Lo


Tere man ki Jo awaaz hai
Usmein chhupe kayi Raaz hai
Hun ga Raha main dhun nayi
Bajane Lage sab Saaz Hain ..

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other