Mai tb bhi betha kash loon
Kabhi na kisi ko fvck doon
Sabhi sitare jo kismat se bhar hai pr kya hi karoon
Maine tha zero se kiya shuru
Mai tb bhi betha kash loon
Kabhi na kisi ko fvck doon
Sabhi sitare jo kismat se bhar hai pr kya hi karoon
Maine tha zero se kiya shuru
Dhere Dhere chade upar mera crew pr budhi Luther sabhi shooter
Rukenge na kabhi bhi falak ko chu kr
Jb nasho me pada rehta mai toh aksar
Tb lashkar irade aur fuck sb hota dekh
Aansu chupakar likh dale kuch akshar
Akshar ko jod bana dale gane
Aur gano k shor me gayab sb taney
Taney bhi lagne lage ab tarane
toh log kehte teri kala ko salam hai
Kamalenge sb esa apna vision
Sapne apno k poore ho esa mission
Dar se koi bhooka na jae kabhi bhi bs itna bada krna apna kitchen
Nafrat na paali kabhi bhi
Aur Dunia me Nafrat bohot
Aur Nafrat ki wajah hai sali Gareebi
Mai tb bhi betha kash loon
Kabhi na kisi ko fvck doon
Sabhi sitare jo kismat se bhar hai pr kya hi karoon
Maine tha zero se kiya shuru
Mai tb bhi betha kash loon
Kabhi na kisi ko fvck doon
Sabhi sitare jo kismat se bhar hai pr kya hi karoon
Maine tha zero se kiya shuru