Nagasaki drip Kare US bane sant
Hiro bana shima mughe nahi hai pasand
Ye verse atom bomb tera kissa hi khatam
Rip to These wanna be G's
Karun khatam doon tujhe aaj poorn viram
Ek hi var me Tu jane Satya ram ka naam
Karun inqilab (In ka labh)
Mattha ye kharch dera arth Ghaziabad ko
Mai tumsa ni beta mera hissa alag baat do
Saza doon apradh ko mai Tera karma
Apno pe Jan hazir mai major mohit Sharma
Dil me utar ja ya Verse k pese de manmante