LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

ayodhya mein ram aaye hai

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Ankkiya taras gai darshan ko
Daras mile na is man ko

Jabse naam suna hai
Sare gaav mein deep jalaye hai

Aaj ayodhya mein ram aaye hai
Aaj sare tayohar mnaye hai
Aaj ayodha mein aaye hai

Jo unhe de de yeh sunai
Maine hriday se pukar lgai
To sab chod abhi aa jayenge
Aise hai dekho raghu rai

Hatho se chunkr kaante
Maine rasto pe phool bichaye hai

Aaj ayodhya mein ram aaye hai
Aaj sare tayohar mnaye hai
Aaj ayodha mein aaye hai


Angna buharungi
Aarti utarungi
Jab tak bhare na man
Ek tak niharungi

Bhog main bnaugi
Aasan szaungi
Jab tak bhare na man
Unko khilaungi

Man ke har kone mein to
Shri ram smaye hai

Aaj ayodhya mein ram aaye hai
Aaj sare tayohar mnaye hai
Aaj ayodha mein aaye hai

WRITERS

Vikram Singh Madawat

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, DroomMusic Pvt. Ltd, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other