LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shubh Ghadi Aayi

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Dhanushban kadhe pr saje, tilak math chandan ka
Lat gungrali beijaan bejasu hai roop raman raghubar ka ji
Dhanushban kadhe pr saje, tilak math chandan ka
Lat gungrali beijaan bejasu hai roop raman raghubar ka ji

Lagi hai kanth dhuni prabhu ke naam ji
Hriday mein jinke mata janki
Lagi hai kanth dhuni prabhu ke naam ji
Hriday mein jinke mata janki
Surat in ankhiyo ko bhayi man mein base hai more raghubhai
Lage shri ram pyare hai man mein
Man ke mandir ujyare hai
Baithe charnan mein bajrangi
Prabhu ke paav pakare hai
Choro nacho re
Choro udao re
Mangal gao re
Shubh ghadi aayi
Jhumo re nacho re
Gulaal udao re
Mangal gao re shubh ghadi aayi
Dhanushban kadhe pr saje, tilak math chandan ka
Lat gungrali beijaan bejasu hai roop raman raghubar ka ji

Preet ne ki aisi maya rachi hai
Raam ras mein kaya rasi hai
Dhan ke bin kanak lage na
Ram ke dhun mein lgne lgi hai
Preet ne ki aisi maya rachi hai
Raam ras mein kaya rasi hai
Dhan ke bin kanak lage na
Ram ke dhun mein lgne lgi ha
Kan kan mein dekhe hai
Prabhu ji sukhdayi
Lage shri ram pyare hai man mein
Man ke mandir ujyare hai
Baithe charnan mein bajrangi
Prabhu ke paav pakare hai
Choro nacho re
Choro udao re
Mangal gao re
Shubh ghadi aayi
Jhumo re nacho re
Gulaal udao re
Mangal gao re shubh ghadi aayi
Bhikra hai rang khushiyo ka
Badi hi dhoom chayi hai

WRITERS

Rajneesh Jaipuri

PUBLISHERS

Lyrics © IPRS, DroomMusic Pvt. Ltd, Royalty Network

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other