There's a better place than this
Mehsus yeh dil ko kuch hota nahi
Koi aamsa milamujhe dhoka nahi hai
Kya hoga mera, tune socha nahi hai?
Mukkamal hai maut, bichande pe
Bas kehni ki baat, aiesa hota nahi
Mushkil lage mujhe mere din
Jo dil pe lage hai mitenge
Tere bin kaise hum sabse milenge?
cb maza raha nahi jeene main
Gum ko laga ke main seene se
Pura waqt bitata hu peene main
Tere wade the sath main jeene ke
Har khawb bhi tune hi cheene the
Wo halat bhi kitne kamine the
cpne se huye anjane the tum
Haqikat se bane afsane the tum
Bhule the jiske deewane the tum
Zamane se jung mohobbat ki apne
Kyu ban baithe zalim zamane se tum
Tere khato ko main padh nahi pata
Bichad ke yaha koi mar nahi jata
Mohobbat, ya nafrat yeh meri
Zikar abbhi tera main kar nahi pata?
Tasveerein teri hai deewaro pe
Toh peeye bina main ghar nahi jata