Aur Sapne Mere Mujhe Sone Na De
Kaafi Dard Diya Hai Inhone Mujhe
Ab Yeh Rishte Bhi Sare Ghinone Lage
Mera Waqt Badltein Yeh Dekhe Abhi
Diye Waqt Pe Dhoke Jinhone Mujhe
Panne Bharee Maine Aag Se
Ghote Gale Maine Haath Se
Jab Meri Khali Jebein Daude
Aur Inne Rakkhe Mujhse Faaslein
Chal Mujhe Phone Mat Laga
Mujhe Lat Lagi, Ki Sare Matlabi
Ko Haq Se Karu, Main Dafa
Mujhe Mili Saza ? Alwa Is Maksad Ke
Aankho Ko Mere , Na Dikhta Na Koi
Yeh Waqt Mera Gawah, Hai Paiso Ki Duniya
Aur Paiso Pe Bikta Yaha Pe Har Koi
Maine Khudpe Bhi Kia Tha Shaq
Kahi Chala Na Mera Koi Luck
Bahar Se Jwala Hi Jawala, Par Andar Se Gaya Tha Thak
Aur Sapne Mere Mujhe Sone Na De
Kaafi Dard Diya Hai Inhone Mujhe
Aur Yeh Rishte Bhi Sare Ghinone
Mera Waqt Badltein Yeh Dekhe Abhi
Diye Waqt Pe Dhoke Jinhone Mujhe
Ab Phone Pe Karu Sare Deal Close
Likhu Gane Zeher, Aur Karu Sare Kill Shows
Jothe Nahi Kar Pare Gaane Mere Feel Dost
Milne Ko Dhundhe Wo Bahane Roz
Mujhe Lage 10 Saal Yaha Aane Ko
Zela 10 Saal Maine Yeh Zamane Ko
Lage 10 Saal Pair Hai Jamane Ko
Lage Kuch Aur Maa Ko Rolls Main Bithane Ko
Tarsenge Yeh Mere Saath Gaane Ko
Fight Kare Label Meri Sign Pane Ko
Bollywood Main Honge Dost Yaar Mere
Rahman Sir Bole Studio Aane Ko
Har Desh Har Ghar Main Deewane Ho
Bache Nahi , Koi Nahi Pehcane Jo
Dikhe Show Pe, The Dete Mujhe Tane
Aur Lage Aaj Mere Saath Mere Sare Gaane Ganee Wo
Ispe Khudko Kiya Maine Kharch Hai
Main Dhoke Ke Adi Mohobbat
Mohobbat Toh Deti Ab Mujhko Bas Dard Hai
Main Sitara Bana Toh Fir Hat Te Hai Dekhe
Aur Sapne Mere Mujhe Sone Na De
Kaafi Dard Diya Hai Inhone Mujhe
Aur Yeh Rishte Bhi Sare Ghinone
Mera Waqt Badltein Yeh Dekhe Abhi
Diye Waqt Pe Dhoke Jinhone Mujhe
Wo Laga Bhi Na Paaye , Mumkin Nahi
Never Loosing Tu Yeh Jaan
Jaha Verse Dali Waha Mera Dominance
Real Hip Hop Karega Jab Reel Pe Trend
Tabhi Game Hoga On, Aur Hustle Hogi End
Jo Bhi Likha Mere Haq Main
Likha Jalna Kismat Main Us Rab Ne
Har Chaal Hogi Meri Bas Main
Jab Pure Honge Mere Sapne
Aur Sapne Mere Mujhe Sone Na De
Kaafi Dard Diya Hai Inhone Mujhe
Aur Yeh Rishte Bhi Sare Ghinone
Mera Waqt Badltein Yeh Dekhe Abhi
Diye Waqt Pe Dhoke Jinhone Mujhe