LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Palkon Ke Jharokhon Se

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Palkon ke jharokhon se
Dil mein samaaye
Saanson mein bheeni si
Khushboo ban muskaaye
Tum aaye tum aaye
Zindagi gungunaye
Tum aaye tum aaye
Zindagi gungunaye
Palkon ke jharokhon se
Dil mein samaaye
Saanson mein bheeni si
Khushboo ban muskaaye
Tum aaye tum aaye
Zindagi gungunaye
Tum aaye tum aaye
Zindagi gungunaye

Maine teri aankhon se aaj dekhe sajile sapne
Rut badla hai
Rang chhalka hai
Jaana, jab se hue
Mere apne!
Maine teri aankhon se aaj dekhe sajile sapne
Rut badla hai
Rang chhalka hai
Jaana, jab se hue
Mere apne!
Hai khushi jo na man mein samaaye
Tum aaye tum aaye
Zindagi gungunaye

Ab ghula jo samaa
Pyar ka is jahaan mein
To jeene ka aaya maza hai
Tum hue jo humare
Hum bhi tumhare
Saath jaise ye saara jahaan se
Dhadkanein do dilon ki milaayein
Haan milayein
Zindagi gungunaye
Palkon ke jharokhon se
Dil mein samaaye
Saanson mein bheeni si
Khushboo ban muskaaye
Tum aaye tum aaye
Zindagi gungunaye
Tum aaye tum aaye
Zindagi gungunaye

WRITERS

Hricha Debraj

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other