Kaha se tu ayi hai de mujhko bta
Teri adayon pe yeh dill hai fidda
Tera jadu chal gya pehli dafa
Khud pe hi mera koi kabu na rha
Thoda shaitan thoda sa main badmash
Kisi se darta nhi rehta bindas yeah
Town mein charcha to rehta bada aam
Gao mein baithe kar dete bardaat yeah
Pehle to aise nhi tha jaise ab hogya hu
Tere khyalo ki gehrayio mein main kho gya hu
Ishq na hoga kabhi aisa bhi main sochta tha
Tujhse milke main to pura change hogya hu
Kabhi bhi ladki ke chakro mein pada nyi
School jata tha sidha modo pe main khada nhi
Tune pta ni ab kaisa jadu kiya hai
Dill sala lagta nhi rehti bus tanhayi
Katil adayein mujhe teri tadpaye
Zulfein saware dekh mujje sharmaye
Kehna ni ata mujhe kaise yeh bataye
Tabhi to shayari likh gane yeh bnaye
Tere hi aage shant vaise bad boy
Maine ni pehle kabhi kiya yeh try
Nasha tera marijuana se vi high
Sir pakad rakha sir ko ghumaye