Chahti kya kya tera irada
Haara mein tujhpe hi haara
Woh kehti karti rehti tujhe miss Bhut
Aur deti rehti mujhe fir woh Misscall
Woh kehti mujhse kaafi zyada Door the
Door rehke bhi na kabhi tumhe bhulte
Tu hi bana mera subah raat din
Tu hi deta mujhe jeene ki wajah
Iss shor waali zindagi mein
Mann kare kahi waadiyon mein
Bas chale bas mein aur tum
Chahti kya kya tera irada
Haara mein tujhpe hi haara
Tu hi bana mera subah raat din
Tu hi deta mujhe jeene ki wajah
Do logo ki kuch yaadein bani hai
Jo kabhi na kabhi mitt jaani hai
Ab aankhon mein jabhi sajaye tu kajal
Kya dil mera qaabil jo banjata shayar
Yeh khudme hi teri tasveere banaye
Aur khudko hi krleta ghayal
Manzil pe phuch teri dikhti jhalak
Mein tujhko kitna hoon chahta
Tu mujhko kitna hai pyara
Chahti kya kya tera irada
Haara mein tujhpe hi haara
Chahti kya kya tera irada
Haara mein tujhpe hi haara
Chahti kya kya tera irada
Haara mein tujhe hi haara
Tu hi bana mera subah raat din
Tu hi deta mujhe jeene ki vajah
Chahti kya kya tera irada