Tujhmein chaand dikha tha
Mein sirf tujhpe fida tha
Fir kehte log tumhe nazar na Lage
Fir gayi tu chd yeh mera tod
Galiyan thi kaafi tujhe dikha Yehi mod
Kya mol uska jo kra izhaar
Hara mera dil tere pyaar mein Firse
Likhu tere liye mashoor yeh Kise
Mein sirf tujhpe fida tha
Bhul na paaya tera woh Satana
Chaha bas firse tujhko hi Paana
Pata tujhe sab fir kyu bane Anjaan
Tutta mera dil aur yeh tutte Armaan
Pyaar mera zinda par dil Bejaan
Ek zindagi woh bhi tujhe Qurbaan
Abhi bhi dikhe vahi hota Ehsaas
Kalam se hai krte panne Azaad
Tujhmein chaand dikha tha
Mein sirf tujhpe fida tha