LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Shab-Bakhair (Interlude)

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Umar das saal
Amma ka phone le k haath mein mein radio pay gaanon ka wait kerta
Jaisay hi lagta pasand ka koi gaana, recorder chala k mein phone pay record kerta
Memory mein atay thay das gyaaran gaanay, aur bathroom mein beth k mein yehi tha loop kerta
Waisay tau cassette thi Call ki aur Roxen bhi, haalaat mutaabiq par rap hi tha suit kerta
Badla na mein, magar badla tha waqt
Aur jab badlay hawwa, tau badalta hai shaks
Sakhat tension mein aa k baap bharta tha kharch
Aur sanwarta jo ghar tau sambhalta hai mardd akhir
Meri aas, meri chaah hai
Ker rahay jannat sakoon, saath bethay uncle Salik
Ho gaye chaar saal, likhna chaahoun aap k siwaye kisi cheez pay aur?
Mera dil na ye chaahay
Meray
Waalid

WRITERS

Hus Reason

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other