I'm born high ab ye nashay washay bhaatay nai
I'm born high tere takht nazar aatay nai
Tere jese bohot aaye par kyun aatay nai
Mein itna oper betha tere fucks nazar aatay nai
I'm born high mujhe nashay washay bhaatay nai
I'm born high tere takht nazar aatay nai
Ab kon khaye jokay khatay mein hi aatay nai
100 ho tou 0 tak aur phir ghar tak bhi ponchatay bhai
Ye meri aadat kay kachay rapper khata bohot
Ye meri aadat hai kay aadadatan dikhata mout
Ye meri aadat hai kay aatay jaatay gungunata
Par phir mein gaatay gaatay rapper bhi khajata bohot
Guess what time it is innalillah parhlo bhai
Rapper khana chahta naqvi jakay rapper layein
Take it as a gift burger apne ghar lejayejn
Burger khaati teri baaji mujhe burger kahe
Burger messy thora saucy let her lick her bhai
Leker pindi say karachi liqour liquor bhai
Tere jese sab izaafi idhar kidhar bhai?
Pair parja maang maafi nai tou nikal bhai
Darul hakoomat larkay dou hain sab ki bundein pack
Karein rap wap jebaan ch phirande hash
Nalay stack wack sheher poora karay back
Back in the business aajao jera karna chanda behss?
Aajiz sa mein rapper meri aajizi bigaro nai
Kaafiyo say kehke mene dekha par ye sunte nai
Kaafiyo mein kehke leke bola par ye sunte nai
Kaafiyo ko kaafiyo mein bola par ye sunte nai
Meri kahani ho meri zubaani hi aakay bata doun tou bikta bout hau
Larkay nay kaha tha likhna hai alag ab likhein gay alag ye apna shouq hai
Aap sab apna bhonka larka chill hai phir kyun tokein
Aap sab apna bhonkein har kisi ka apna shouq hai
I'm born high ab ye nashay washay bhaatay nai
I'm born high tere takht nazar aatay nai
Tere jese bohot aaye par kyun aatay nai
Mein itna oper betha tere fucks nazar aatay nai
I'm born high mujhe nashay washay bhaatay nai
I'm born high tere takht nazar aatay nai
Ab kon khaye jo ke khatay mei hi atay nai
100 ho tou 0 tak aur phir ghar tak bhi ponchatay bhai
Chalo peeche chotay rakhna zra faasla
Bhaatay nai ho mujhe tou phir dikhna kabhi pas na
Rehna thora door aur bus peeche se tum jhaankna
G.O.A.T. hai tou phir baandh ke idhr daalun tujhe ghaas na
Abay kya krega software update
Mujhe bole burger khud lagta hai soft sa cupcake
Mere peeche shooter naqvi on my back we up there
Teri jali puttar baap hu tera derha jump scare
May i have your attention please
I might shoot you in ur head and make u tension free
Ghusen tere ghar mei baandh ke tujhse lelen fees
Then i take a picture with you beta bol na cheese
Beta bol na cheese, hass na please
Ab aake neeche bethna please
Bhagora hai tu ruk jaa freeze
I'll make u beg me on ur knees
You a bitchboy karun seedha stitch boy
Phaara aise qasam lele kar nai payega shit boy