LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Bheed

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Bheed mein khoya hua tha
Dhoondni thi manzil apni mujhe
Kismat mein rona likha tha
Sochke betha hua tha kabse
Ek shor sa
Mere andar tha daba
Majboori ki ye bediyaan hain jo mujhko lagti har dafa
Ye hausla
Kyu hua mujhse laapata
Par khudko deta ye dilasa ki mujhko rab ka vaasta
Na mujhe unka sahara
Meri kashti dhoonde kinara
Ye sama mujhe nochta
Har pal ye har jagah
Kabhi aankhein num hain
Dhoodhe khushi ka bahana
par lage hain mere kaandhe se
Or udd jaun wahan
Jaha khauf ka
Mujhko na ho pata
Ab dil ye mera mujhko bole ki khudse ho jaun fanah
Ye hausla
Kyu hua mujhse laapata
Par khudko deta ye dilasa ki mujhko rab ka vaasta
Rab ka vaasta
Vaasta
Vaasta
Vaasta

WRITERS

HYPIA, HYPIA .

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None