LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Razaa

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Chahe na, aaye chhaanv
Door ho, tera gaon
Raah mushkil, kuchh na dikhe
Na ruke, tera paanv
Na tera paanv, chhil jaaye
Wo jis manzil, pe dil jaaye
Jo aasani, se mil jaaye
To paane mein mazaa kya hai
Khudi ko kar buland itna
Ki har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud poochhe
Bata teri razaa kya hai
Thakega ya tu daudega
Kahaan pe ja ke thehrega
Ye is pe aa ke thehrega
Ke haan teri wajaah kya hai
Khudi ko kar buland itna
Ki har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud poochhe
Bataa teri razaa kya hai
Razaa kya hai
Razaa kya hai
Bataa teri
Razaa kya hai
Purani raah se aaye
Ye tujhse chahegi duniya
Naye raste pe tu jaaye
To hansti jaayegi duniya
Sazayein duniya deti hai
Ise wo galti kehti hai
Tu karta hai, nahin darta
Tu marne se, sazaa kya hai
Khudi ko kar buland itna
Ki har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud poochhe
Bataa teri razaa kya hai
Razaa kya hai
Razaa kya hai
Bataa teri
Razaa kya hai
Razaa kya hai
Razaa kya hai
Bataa teri
Razaa kya hai
Na tera paanv, chhil jaaye
Wo jis manzil, pe dil jaaye
Jo aasani, se mil jaaye
To paane mein mazaa kya hai
Khudi ko kar buland itna
Ki har taqdeer se pehle
Khuda bande se khud poochhe
Bataa teri razaa kya hai
Razaa kya hai
Razaa kya hai
Bataa teri
Razaa kya hai
Razaa kya hai
Razaa kya hai
Bataa teri
Razaa kya hai

WRITERS

Gagan Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other