Beshumar karz, behisaab dard, beadab khushi
Belihaaz soch, benazir waqt, badnaam hasi kyu
Aas aankh mei aake hai thami
Main veham mei likhu ab pyaar
Kehne ko kehdu mai sabhi hi par
Chehre pe dikhti phire hasi
Fekte lakhon hi lafz hai log
Fark bas itna ke khud hu mai khudke khilaaf
Jo bhi tha sab voh bacha nhi
Kone mei khali jagah rahi
Jeena hai phir ek saza rahi
Soch mei band ek dawa rahi
Puchu main kyu tu khafa rahi
Phir tu de itna bata sahi