(Yaadon main tere duba hoon yun
Yaadon main tere duba hoon yun
Ki tera chehra dikhe har jagah
Thoda bhi na thehra hai tu
Phir bhi mera waqt hai wahin pe ruka
Pyaar toh de rha na tu, bas de rha hai tu hi saza
Bata rha hoon kya hai tera
Dil ki yeh boondein aur boondon pe chehra tera
Mujhe zara batati toh jaa
Saath main tere jo sapne dekhe the woh
Sapne toh sapne the udd gye
Par saath main pal the jo tere aur mere woh
Yaadon ke panno se lipte hue
Khair, hogi na meri tu hogi na saath kabhi
Khair, faasle mit jaaye mujhse baat toh kar kabhi
Khair, tere iraadein na nek mudkar dekha nahi
Khair, lekar nami hum hain wahin
Teri hi baatein yun karu main kyu
Teri hi baalon ke laton ko suljhane baitha hoon
Phir bhi na baatein kare tu
Teri hi khwaabon main yun