LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Khwahishein

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kyun na jane mai
Anjaan hoon iss tarah
Jaise baarishein
Barse yun aankhoin mein
Khwahishein meri
Dhunde mujhe

Main bhi dhundu yeh khwahishein
Jo chahaton mein hai chupi
Meri yaha iss pal

Darr mujhe hai in raahon se
Kahi idhar bikhar gya
Toh hoon khada kidhar main

Hun fanna in vaado se
Na pure ye hote hai
Chahaton mein hai kami
Kami kaisi yeh khud mai hai

Gum hoon mai iss bheed mein
Parchaiya bhi na dikhe
Lakeero mein main hoon fasa
Par aashaon se hoon bana

Main inn sheeshon se
Anjaan nahi
Hoon iss tarah
Fir bhi baarishein
Barse yun aankhon se
Khwahishein aise
Meri hai

WRITERS

Anushka Gupta

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None