LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Noor

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Kal raat ka tera nasha aankhon me meri
Goonje teri hi baatein in kaano me bhi
Milna hamara zindagi me hai zaroori hi

Lipti ho jab teri baahon ko baahein ye meri
Kya jannatein lagta mujhe ab sab yahi
Bas yeh dua ye kaarwaan chalta rahe aise hi

Main na hoon dur
Tumse
Ye zindagi ka noor
Tumse
Main na hoon dur
Tumse
Ye zindagi ka noor
Tumse

Dekhu main jaake gar kabhi ye duniya saari
Milta nahi mujhko kabhi tujhsa koi
Is dil ko hai ye aadatein ab bas tumhari hi

Joh tu na ho ye daastan hogi adhuri
Ye dhadkane bhi tujhse chale ye saansein teri
Tu sang hai to rang hai is zindagi me bhi

Main na hoon dur
Tumse
Ye zindagi ka noor
Tumse
Main na hoon dur
Tumse
Ye zindagi ka noor
Tumse

WRITERS

Vedant Survase

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Enjoyment

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None