Sidhi suljhi si thi mein, uljhi jo tujhse nazrein
Baithe bithaye hi gaya, ye jiya
Halki halki ye boonden, chehre ko aise choome
Jaise ho tune chuu liya, o piya
Behki behki main aise, kashti masti me jaise
Bas me nahi hai ye jiya, ye jiya
Main to hawaayein choomu, aur barishon me jhoomu
Mann ye hua re chhaliya, chhaliya