Tujhe dhunde fire darbadar
Kis raahoin pe hum aa ruke
Ha beete hai waqt bhi kahin
Par aaj bhi dil mei dard hai wahi
Ab bas tanha in raatoin mei sochu yahi ke
Tere saaye se bichd rahe raaste
Thi tu jab paas mei na fir bhi kyu paa sake
Kehte hai safar mei akele hoti raahtein
Na samjhe kyu dil kaise lagaa baithe hei aapse
Tujhko hi paa kar ke khhone lage
Kaisi tadap hei ki bechain dil
Has kar ke aakhir mei rone lage
Aawargi thi haan saayad kabhi
Jab tu na tha shaamoin mei shaamil mere
Bhatku haan kaafir mai tanha kahin
Haan bhikhre hei raahon mei aansu mere
Tere bahaane hum khudko samjaare ke sukoon ye kyu na mila
Tujhe Na chahe ke tujhi ko chahe sawaalo me kyu raah gira
Teri adaaye zamana bhulaye phasaye tu kyu zaalima
Memories is all I have mere paas
Anjaane ban chuke aaj mere khaas
Jaan dene waale kare aaj aitraaz
Kabar tak jaayenge saath mere raaz
Kasar na chode na maanenge haar
Troubles the same par hum ban gaye deewar
JD ko samjhenge ek din khitaab
Jalne wale hi likhenge kitaab
Tujhe dhunde fire darbadar
Kis raahoin pe hum aa ruke
Ha beete hai waqt bhi kahin
Par aaj bhi dil mei dard hai wahi
Ab bas tanha in raatoin mei sochu yahi ke