Meri jaan tere raaz bewafa
Meine jan li hai sheher ki hawa
Yeh nasha mere khoon mein jawan
Tune zeher deke cheenli dawa
Meri jaan tere raaz bewafa
Meine jan li hai sheher ki hawa
Yeh nasha mere khoon mein jawan
Tune zeher deke cheenli dawa
Yeh dosh nahi tera bewafai ki hawa hi chali hai
Mein khada dene peshi yeh gawahi chali hai
Tu humein apna aashiq bana hi chali hai
Tu jo chali humein sath dafna hi chali hai
Lele jaan meri jaan lekin rooth mat
Maar sach se par pyaar dena jhooth mat
Lootte zamana hum tu yaar tera loot mat
Tu khaas bani meri, mein bana teri dikkat
Tu banalena aashiq, mein banata hun izzat
Meri jaan tere raaz bewafa
Meine jan li hai sheher ki hawa
Yeh nasha mere khoon mein jawan
Tune zeher deke cheenli dawa
Meri jaan tere raaz bewafa
Meine jan li hai sheher ki hawa
Yeh nasha mere khoon mein jawan
Tune zeher deke cheenli dawa
Chahke bhi tujhe kabhi taal na sake
Tune dil se nikaala par hum toh in kapdo se Khushboo tak teri nikaal na sake
Tere baad lage life mujhe lifeless
Maine ghar pe bhi bola I would wife you
Par maa thi sahi when she said she don't like you
Tu thi ek khwaab meri jaan
Iss dil ki awaaz meri jaan
Aur tujhe pata hi toh tha ki tere bina yaha meri kya aukaat meri jaan
Meri jaan tere raaz bewafa
Meine jan li hai sheher ki hawa
Yeh nasha mere khoon mein jawan
Meri jaan tere raaz bewafa
Meine jan li hai sheher ki hawa
Yeh nasha mere khoon mein jawan
Tune zeher deke cheenli dawa