LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Mera Naam

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Jaake puch mera naam
Jaake puchh apna Kaam
Jo bhi haste the pehle ab salaam thokte hai
Aur tere jaise ladke hume baap bolte hain
Aur tere jaise ladke hume baap bolte hain

Baap aaya ghar chal ab padhne baith
Bohot masti kia goli beta ab sudharne baith
Log apne jaise kaafi limited
Asliyat me aate ghar if you fuck with us on the internet

Ladke kalakaari, chhote mote gunehgaari, ek haath me zimmedaari dusre se maari
maari, brown skin ladke hume desi pasand hai naari, kaale Sheeshe gaadi me aur bass
chahiye Bohot bhaari

Ha Hume bazuon me zor pasand
Paiso waala game pasand, Asli waala fame pasand
Khaas uske nakhre usse chheenna mera chain pasand
Shawty mujhse boli use mera last name pasand

Gaadi tez jaise F1
Hype jaise paas hai election
Cash Kia cheque then I'm onto the next one
Baatcheet kam cos we all about that action

Apne baatcheet me sab par koi jhooth nai hai
Ye jo bolte wo karte nai saboot nai hai
Bro before h**s apne bhailog ke beech me lafda karwaade bani aisi duniya me koi ch**t
nai hai

Jaake puch mera naam
Jaake puchh apna Kaam
Jo bhi haste the pehle ab salaam thokte hai
Aur tere jaise ladke hume baap bolte hain
Aur tere jaise ladke hume baap bolte hain

Naam se pehle mera dam puch
Fategi sunke bhaiji kahe ki up ki heavy hah kartoos
Khabar hai bairi ko meri puri sale fan hai tbhi to jaosoos
Spit kru hoti gand laal, jaise banarasi diya paan thook

Aandu pandu hai to bhag tu dagta mera muh dhatu
Peetal hai mashuqa apka banake chodegi loda lahsun
Pair dabati wo araam karwati hai mujhe mahsoos
Har shaher meri alag hi taur 90s ka mai Rajdoot khair

Baap hu tera solve karu daddy issue
Shilu noida se score karke bambai me ghisu
Teri bhen meri fan she wants tu mujhe kahe jeeju
Laundayi me hu awwal lekin maths me mai weak hu

Amaaaaa! Har raje ki mai sultanate cheenu
Bambhan hu jaat se chutiye paer pad aake mere tu
mic pe cheetah chadhe in sabhi ke sarpe sawar rahu ketu
Tel lagata ni diet me rappero ke sath ho lettuce

Oh my my! Tu baasi hua jaise tie die
lambi race ka ghoda par cheetah nahi chalta dhai wai
Music karra rule pura bharat kabhi ni karra mai Chai Chai
Dekh choda maine naya feature motherfuckers
Bye bye

Jaake puch mera naam
Jaake puchh apna Kaam
Jo bhi haste the pehle ab salaam thokte hai
Aur tere jaise ladke hume baap bolte hain
Aur tere jaise ladke hume baap bolte hain"

WRITERS

Jaitay Bhardwaj, Anubhav Shukla, Siddhartha Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © TUNECORE INC, TuneCore Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other