LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Nayak

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Zindagi jaadu hai
Puri bekaabu hai
Rakhta main bhai log aur paiso ko paas

Nochne ko aate sab chheena hi chahte yaha hategi nazaar aur niklega maans

Siphahi chor aur chor hai mantri, yaha mood se zyada badle itihaas

Tuition nai lega toh saala wo teacher haraami nai karega class me paas

Baba on jets
System on meds
Raste pe khada bhikari wo karra mujhse zyada paisa invest
Kahe ka stress
Source ya paisa nai paas tere bhai phir toh phir kaisa insaaf aur kaahe ka case
Ch*d Gaye guru
Chahiye Massage tujhe denge ye nuru
Peeche aur aage se lafda hai shuru

Mere bhai
Tujhe naukri kyu chahiye tu din bhar reel dekh
Poonam ke choli ke peeche ka feel dekh
Maa boli heera hai
Par usme keeda hai
Insta pe video banaata wo kamar hilaake mubaarak ho beta Rangeela hai
Aadha Shakira hai
Pura din nashe me gaayab hai
Insta pe naayak hai
Dekhe phir nepotism waale video
Aur bole ki saala mera baap hi nalaayak hai

Pura barbaad
Jaise India ka news
Sasta tu jaise YouTube ke views
Par Jaat ki baat pe mile sabka salute
Par Kaam ki baat ho phir toh

Padosi desh ne humaari

Saale ye saboon se raste banaare
Lamborghini leke gaddhe me jaare
Bridge ko banne se pehle giraare
Aur Bache to US me birthday manaare

Wasup dad, how you been?
Public ko tonic aur bete ko gin?
Lagegi baddua maarega lean
Shayad phir hoga ye inko yakeen
Ki karma's a bitch boy
Karega sabko ye teach boy
Koi bhi nai out of its reach boy
Bhale tu kitna bhi rich boy
Kala se karenge preach boy
Humme kaafi zyada itch boy
Rappers haraami hai pura instemaal padhe likhe cos we know we have freedom of speech boy

What's up gang
How you been
Chaalu hai scam
Chaalu hai scheme
Dare yaha sab
Ye chahte ye scene
But we give a f***
You know what I mean

WRITERS

Jaitay Bhardwaj, Siddhartha Sharma

PUBLISHERS

Lyrics © TUNECORE INC, TuneCore Inc.

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other