Dekha jo sapna wo sach tha
Ghar pe ek kutta, hai gaadi 2
4 chaar dost, aur ek studio mast sa
Bas abhi toh laga paise ko hai Chaska
Sab kuch lage apne bas ka
Music me nasha main jhoomta hi rehta
Ab bata mujhe kya karu is Kush ka
Mera sheher mere ghar mera dil yahi
Mere doston se sahi koi mehfi l nai
Main Baahar jaata ghumne par man rehta ghar pe
Yaha Hafte se zyada kar pata kahi chill nai, feel nai
Iss hawa me gum, hai khushi
Iss hawa me hai josh sab kar lunga khud hi
Sab kuch hai sort give a f*** about who?
Zyada kaamane ka shaukh, bachaane ka kam
Utna hi khate hum jeetna hazam
Maa baap ke chehre pe dikhti jo khushi hai
Laga nai sakta koi uspe Rakam
Kuch humse naraaz bhi hai
Kisi na kisika chhutna laazmi hai
Bas badal Gaya thoda menu
Bas badal gaye thode venues!
Business toh aaj bhi wahi
Bas badal Gaya hai revenue
Second hand gaadi ka shaukh
Par baaki saari cheezein lete hum brand new
Naye sapne Naye mauke Naya din
Chal pade hum karna change apna scene
Hu insaan toh badalte rehnge shaukh
Toh Karte rehne waala hustle, till I'm gone!
Naye sapne Naye mauke Naya din
Chal pade hum karna change apna scene
Hu insaan toh badalte rehnge shaukh
Toh Karte rehne waala hustle, till I'm gone!
Karna mujhe jo mera dil kare
Mera saath log bhi kahaani meri feel kare
Mere har Kharche ki rap se hi fees bhare
Parivaar mera apne shaukh hi cheez kare
Khushi milti jab bhi clear hote cheques
Bolte wo more money more problem
Aise hi dikkat lage mujhe best, yeah
Maut ka intezaar nai hai mera swarg yahi
Yahi shuruwaat, mera ant nai
Gaane amar unhe padta fark nai
Jaalne waalon ka banaana nark yahi
Maaf kardete par bhulte nai
Khaali jeb me bhi cool the bhai
Dost toh aaj bhi wahi bas badal gaye hai address
Hustle toh aaj bhi wahi bas kam hogaya hai stress
Koste khud ko kam ab zindagi lagti hai blessed
International Kaam par k city is always gonna be on my chest
Naye sapne Naye mauke Naya din
Chal pade hum karna change apna scene
Hu insaan toh badalte rehnge shaukh
Toh Karte rehne waala hustle
Toh karte rehne waala hustle, till i'm