Chahatoon Ke Silsile Woh Toud Kar Yun Chal Diye
Raaste Mein Haath Mera Chhoudh Kar Woh Chal diye
sulgaa sa hai mera jahan ,
mere khuda, mere khuda ,tu hai kahan ...
Woh judda hoke bhi mujh mein pal rahi hai aaj bhi,
Narm seeloon ki tarah woh jal rahi hai aaj bhi
Mere khuda Mere khuda ......
koi mujhse roothke ik dard sehta hai kahi
ek darwaza hai aksar band rehta hai kahi
pyaase huve dou dil yahan
kyun faasle hai darmiyaan
mere khuda tu hai kahan ....