Gyan ki jo baat thi vo tghe btani
Na ladna na darna ye hai maine thani
Yaha karna hai dharna banke anjani
Bas bharna hai gharna nafrat se jaani
Kahani nahi aam vo aaj hai sunani
Kuch karna hai varna aafat aa jaani
Bhes bharna aur harna fitrat purani
Ab jagna aur chalna inko bhagani
Purani dastaan hai phir bhi suhani
Phir hasna aur rona sunke kahani
Mghe padhna aur hasna karke manmaani
Bas ratna aur rona inki zubani
Aasna rakh koi is zamane se
Yaha nuske dhunde har koi kamane ke
Dekh jani aaya tumhe seekh sikhane
Tyaag de sab aur kaam kar oo deewane
Chahate hai sab bas rehmat de
Rehte hai kyu sab bahumat me
Bhai mere saare hai Sehmat se
Samjhle tu ki baat hai bas
Shohrat chahiye inko jhatke se
Keh mat tu inko bhokne de
Aaja beta aaja gyan ki baat kare
Aaja beta aaja gyan ki baat kare
Par upar se bante hai bhai hai
Bhidne chale hai ye mghse
Bole hai mghe ye kinky minky pinki
Karam karne waala launda hu Mai
Manzil pe pahucha hu kaha
Aaja beta aaja gyan ki baat kare
Aaja beta aaja gyan ki baat kare