Sangeet bana shikshak mera
Mooh k daba ke Bethe hai saale
Chupa paoge kaise apne Karam ye kaale
Lo Kar lo hume kaanoon ke hawale
In vardaato se hum na rukne waale
Khali peth khade hai yaha shishay saare
Lathio ke nishaan inke jismo pe aare
Mere desh ki awaaam ko yehi to hai saware
Kis baat ka virodh ye siyasat ko dikhare
Ye naara kab laga tha pehli baar
Hasrat aur swami ka agaaz
Jab ek juth hua tha desh saara
Rukh mud gya siyasati daura dekh
Ladai humne shuru nahi Kari
Par khatam hum karenge ye waada raha tumse humara
Ladai humari akele ki nahi
Inki siyasati Baaten bas dhamki hai
Hum chatro ko uthana padega is desh ka bojh
Khoj na paaye ek Neta Jo Kare na dosh
Inke vaade Jo hath jod Kar aate
Khud to nahate par paap na inke dhul paate
doshi thi, Bakshi thi, Munshi thi
Videsi, Swadesi, dwadashi