Mujhpe pressure bhaut hai kaam ka
Intezar shaam ka Rapper na mai naam ka
Mujhpe pressure bhaut hai kaam ka
Intezar shaam ka Rapper na mai naam ka
Doston ke saath karun chill
Freestyle karu cause i have skills
Galat maine kar dia scene
Kal ladki puche dost se ye banda kaun
Vo bola asli angaer hai ye launda don
Mai toh ice cream mai khara
Doston ke pen leke mai toh
Dimaag mai thought school se ghar
Last period mai bhaiya jaldi
500 se niche kyun na aate
Kaafi struggle vali zindagi mai jeera
Park ke bahar cycle meri mare gedi
Raat ko jaldi soya subah jaldi hai jaaga
Aur saara jahan angaar ban jayega
Positive vibes karu mai rise
Bina baat ke kyun karun mai fight
Sona hai mujhe band kardo light
Papa aake bole padh beta am i right
Gaana suna par suna tarana
Problem ko samajhte bahana
Papa kehte mushkil kamana
Mummy kehti jaldi uth fir nahana
Mujhpe pressure bhaut hai kaam ka
Rapper na mai naam ka naam ka
Mujhpe pressure bhaut hai kaam ka
Rapper na mai naam ka naam ka
Mera naam JAINI pada us din
Jab Gaya tha Naye school chabbil dass
Sunke sabki baat jhapki Aankh
Seekhe taal ke saath kamaal bemisal
Khel khele taaj Tere khaaj
Tu Kare baat jaise bin raaten gin
Teri baaz ki chaal swikaar
Ka swaad hai aaj bhi yaad baad ki
Kahani rehti nahi kisi ko yaad
Vehmi paas Tere khaas Vish waas
Rakhna hai to rakh thak na mat
Went Dark side wheres my bright light
I hypnotize like drowzayee
Cocky Tera Bhai Bhai naai naai
Baaten bole baaten jaise chale goli
Kari Meri Baaten maine Bola tghe
Suni Meri Baaten nahi Suni tune
Tere bateen lage jaise Kaua Kare
Let me tell you a story How I grew up
Sath mere family thi confidence shoot up
Garam Meri buddhi rehti hai cool ab
Dost mere Chaar ab bante hai Kyu sab
Kia tha prachaar chal rha tha school jab
Comfort zone chora poore kie jab 15 varsh
Pehli job se pehle Kari bahut part work
Psyco Mai killer mere haath me rehta fork