Jab Se Dil Ko Mere Tu Laga Hai
Chaahat yehi hai ke is qadar pyaar doon
Kadmon mein tere main do jahaan waar doon
Pehli Pehli Baar caya Oh Yaara
Pehli Pehli Baar caya Oh Yaara
Ke Dil Tere Naam...Hai Maine Kiya
Hai Yaadon Mein Tu Hi Magar
Hai Tujhko Kahan Ye Khabar
Ke Dil Tere Naam...Hai Maine Kiya
Har Roz Puche Hain Yeh Hawayein
Kyun zikr Tera Karte Hai Humse Taare
Har Roz Puche Hain Yeh Hawayein
Kyun zikr Tera Karte Hai Humse Taare
Chaahat yehi hai ke is qadar pyaar doon
Kadmon mein tere main do jahaan waar doon
Pehli Pehli Baar caya Oh Yaara
Ke Dil Tere Naam...Hai Maine Kiya
Hai Yaadon Mein Tu Hi Magar
Hai Tujhko Kahan Ye Khabar
Ke Dil Tere Naam...Hai Maine Kiya