LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Har Pal

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Har pal kyun, bewajah
Teri yaad me gum rahaa,
Meraa chain bhi laapataa.
Haaannaaannnaaaannn.

Jo thaa sukoon wo meraa,
Tere saath hi kho gayaa.
Ye dooriyaa tu ghataa.
Haaannaaannnaaaannn.

Har pal, har jagah,
har roz, har dafaa,

Har Raat din, teri yaado ki, baaraat hai.
Tu hi bataa, kyaa ho rahaa, kyaa baat hai?

Jis pal tu, jis Tarah,
Nas Nas me ghul gaya,
Mehram Tu ho Gaya.
Haaannaaannnaaaannn

Tu hi hai rehbar Mera,
Tu hi hamsafar hai mera
Mujhe ajnabi na Bana.
Haaannaaannnaaaannn

Har pal, har jagah,
Har Roz, har dafaa,
Har pal, har jagah,
Har Roz, har dafaa,

Tere Sath bin, Mera khuda bhi, naaraaz hai,
Bad se Buraa, Meraa ho rahaa, haalaat hai

PUBLISHERS

Lyrics © ForeVision Digital

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other