LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

BACKSEAT

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Mere dill mere hamsafar

Itna tang nazar ka tou nahi tha tu kbhi

Maidan e jung bani yeh zindagi mein ghaznavi

Lazawal hein ya la—ilm hein hum sab bhi hi

Man i came from nothing chala rab ki rehmato k sath

Kuch yaar chorhgaein hein kuch ka fakhar houn me aj

Hume kandha dene wale khrhe honge behisaab

Per na lagana janaze ko zehmato se hath

I'm the most most poetic

Apni soch soch mein qaidi

Duniya ghor ghor se dekhein

Nahi houn hosh wosh mein me bhi

Isi shouk shouk me gaakar karta houn note wote bhi seedhe

Mein bhi rockstar houn wese

Lekin pakkey hein aqeedey

Mujhe ghair kuch qaabil bularhe

Mere apne mjhko Qaatil Batarhe

Mujhe ikhtliaaf nahi intishar hai

Haan lutchuka ho sab Din diharhe

Houn ibtida mein kbhi inteha mein

Kabhi dill brha hai kbhi inteqam hai

Mere us sirhane kuch hein kitaabein

Mere Ek sirhane bandook or chakey

Mein deta life lessons mein Nahi karta 6 syllables rhyme

We the role model babay jese ali in his prime

Fuck this rap shit hum kuch aur karte tb bhi chalta bhai

Ab hum tafreeh mein kardein million ki deals pey sign

Asle do do mai rakhe

Vari nok nok tey rakhe

Puthe shok shok mai rakhe aj kal

Tere jaye rok rok photo khichde

Raatan nu nonstop gane likhde

Gaddi di back seat tey

Asle do do mai rakhe

Vari nok nok tey rakhe

Puthe shok shok mai rakhe aj kal

Tere jaye rok rok photo khichde

Raatan nu nonstop gane likhde

Gaddi di back seat tey
Uh kia ab aachukay hain tang
Jhoote ho to waday na karo

Khushiyan choti gham dafane dil bhi tootay woh bhi saaze na bano

Man i came from nothing

Mu pe bolo sach im never bluffing

Noto se bags bharo duffle

Meri yeh shakal ke saath aqal

Meri zindagi aik safar duniya wale detein dakhal

Yeh mahalon yeh takhton yeh taajon ki duniya

Yeh insaano ki dushman samaajhon ki duniya

Yeh daulat ke bhooke riwajon ki duniya

Jala dun isse phuk dalo yeh duniya

Aa dikhaoun apne khwaabon ki duniya

Na nafrat na gheebat nawabon ki duniya

Jala dun har kaaghaz ke tabi yeh duniya

Mai jo marzi karlu naraz hoti duniya

Uh, likhe jahaaz par kai gaane

Buray khwaab nahi sunane

Saaray lalchi hai saale

Thama hath shayad khuda ne is awaz ki diwane

Sab amaal meray maine saath lekay jaane

Iss dil ke koyi qissay puranay huway, ab sunain kaise?

Kuch love meray tujh ko ? aur koyi sunane na de

Asle do do mai rakhe

Vari nok nok tey rakhe

Puthe shok shok mai rakhe aj kal

Tere jaye rok rok photo khichde

Raatan nu nonstop gane likhde

Gaddi di back seat tey

Asle do do mai rakhe

Vari nok nok tey rakhe

Puthe shok shok mai rakhe aj kal

Tere jaye rok rok photo khichde

Raatan nu nonstop gane likhde

Gaddi di back seat tey

WRITERS

Andrei Khalilov, Ahmed Khan

PUBLISHERS

Lyrics © Sentric Music

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other