Freedom Freedom Azadi ka jaap wahi
Subah se leke raat teri baat wahi
Par baatein bas badi badi
Check karta main ghadi ghadi
15 Lakh aaye yan nahi mere Account mei
Jumlebaazi karne se kuch nahi hota
Khud ki saaf karne se kuch nahi hota
Aakao ke faayede ki niyat pe Janhit ka choga odh aane se kuch nahi hota
Line se karke nanga tumko janta degi dand
Kisan mera data mera Anndata
Vidambana ye khud kuch kha nahi pata
Kaudiyo ke bhaav bike maheeno ki mehnat
Loan ka bhar tode gardan na rehmat
Ye toh khud mashgool hain
Ye bhooke hain bas Vote ke
5 saal baad ayenge tu raasta dekhna chhodh de