LyricFind Logo
LyricFind Logo
Profile image icon
Lyric cover art

Andheri Si

Apple Music logo
Deezer logo
Spotify logo
Lyrics
Andehri si raahon mein
Sooni si galiyaron mein
Koi aahat maine hai suni
Shaayad mera kal hoga
Rootha so wo pal hoga
Jisne mujhe choda hi nai
Mud mud ke mud mud ke
Dekhta mud mud Ke
Jaise koi aayega abhi
Jalte hain jalte hain
Araman ye jalte hain
Jabse koi rootha tha yahin
Phir kyon aahat maine suni
Phir kyon zinda hun main abhi
Phir kyon aahat maine suni
Phir kyon zinda hun main abhi
Chal raha tha main bheed mein
Tha aklea khada
Roushini thi har taraf
Andhera hi mila
Toote se darwaje hain
Peeche unke saaye hain
Saaye ke par chehre hain nahin
Shaayad mera darr hoga
Aankhon ka waham hoga
Chehra kahin mera to nahin
Mud mud ke mud mud ke
Dekhta mud mud Ke
Jaise koi aayega abhi
Jalte hain jalte hain
Araman ye jalte hain
Jabse koi rootha tha yahin
Phir kyon saaya na tha ajnabee
Phir kyon zinda hun main abhi
Zinda
Hun main abhi
Zindaa
Hun main abhi
Haan zinda hun main
Haan zinda hun main
Zinda abhi
Phir kyon aahat maine suni

WRITERS

Jatin Raj

PUBLISHERS

Lyrics © O/B/O DistroKid

Share icon and text

Share


See A Problem With Something?

Lyrics

Other

LyricIQ Analysis

Top Emotion

Sadness

Sentiment
Thumbsup IconThumbsup Icon
Theme

None